Ek admi kay
pass two parrots hotay hain.ek parrot ahr
waqt sajday main rahta hai aur dosera parrot
tasbi patrta rahta hai.iss admi kay hamsay
kay pass ek female parrot hoti hai JO BOHAT
HI SHARARTI HOTI HAI.har waqt kisi ko tang
karti rahti hai.Female parrot wala admi apnay
hamsay say kahta hai kah aap mera parrot apnay
parrots kay pass rakh lain taikah woh bhi
aap kay parrots ki tarah sharif ho ay .Woh
kahta hai kah theak hai.lehaza male parrots
wala admi female parrot ko apnay ghar lay
ata hai .woh female parrot ko male parrot
kay cage main rakh deta hai.jaisay hi male
parrots female parrot ko dekhta hai jo tasbih
parta rahta hai woh apni tasbi door phank
kar sajday paray huay parrot say kahta hai
uth yaar apni dua qabool hoo gai hai.