Yeh
Konsi Bari Baat Hai ?
3 choro saath mein bethay hotay hain...
1st one" yaar main itni garam chaye(tea)
peeta hoon k jaisay hee ketlee say cup say
nikalti hai mein peejata hoon"
2nd one" yeh konsi bari
baat hai mein to ketlee mein he tyaar ker
k ketlee mein hee peejata hoon "
3rd one" uhh.. yeh konsi
bari baat hai main to moon(mouth) mein doodh,
patee aur cheenee(sugar) daltaa hoon aur choolhay(gas
burner) per beth jaata hoon..."